This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

Saturday, 24 March 2012

DOSTI

{1}Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata…

{2} Dosti gazal hai gane ke liye,
Dosti nagma hai sunane ke liye,
Yeh woh jajba hai jo sabko milta nahi,
Kyun ki aap jaisa dost chahiye nibhane ke liye..

{3}Dosti mein itna pyaar lao
Ke dekhna wala dang ho jaye!
Dushman bhi aake tumse pouche,
Kya hum bhi tumhare dost baan jaye…

{4}Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.

{5}Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain,
Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain,
Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain,
Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.

{6}Dost aisi tadap hai jo dil se nahi nikala jata,
Dil mein chupi aag ko bujahaya nahi jata,
Kitni bhi duri ho dosti mein,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jata…

{7}Dost dost se khafa nahi hota,
Pyaar pyaar se juda nahi hota,
Bhula dena meri kuch kamiyon ko,
Kyunki insaan kabhi Khuda nahi hota…

{8}Zindagi ke raho mein bahut se dost milenge,
Ham kya ham se bhi achhe hazar milenge,
En aacho ki bhid mein hame na bhula dena,
Ham kaha tumhe bar bar milenge…

{9}Dil ki galiyon mein koi gam naho,
Hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
Bas yahi hai dua ki tum khush raho,
Kya pata hum “kal ho na ho”

{10}Yaad aaye toh aankhe bandh na karna,
Hum chale bhi jaye toh ghum na karna,
Zaruri toh nai har rishte ka koi naam ho,
Par dosti ka ehsaas dil se kabhi kam na karna.

LOVE


{1}Chahat Teri Pehchan He Meri…
Mahobbat Teri Shaan He Meri…
Hoke Juda Tujse Kya Reh Paunga…
Tu To Aakhir Jaan he Meri…

{2}Duniya jise neend keheti hai,
Jane woh kya cheez hoti hai,
Aankhe to hum bhi band karte hain,
Aur woh aapse milne ki tarkeeb hoti hai. ..


{3}Aaj socha ki sms kya bheju
aap muskurain aisa paighaam kya bheju,
koi phool to mujhe malum nahi,
jo khud gulshan ho usey gulaab kya bheju…

{4}Sapne the, sapno k aap sahil hue,
Na jane kaise hum apki pyaar k kabil hue,
Karazdar rahege hum uss hasin pal k,
Jab aap hamari zindagi mein shamil hue….

{5}Ye waqt lamhe gujar jayenge,
Zindagi mein kuch khokar kuch payenge,
Aaj hum yahan hai kal dur chale jayenge,
Par wada raha roz inbox mein jarur aayenge…

{6}Pyar me Kuch Kuch Hota Hai
Pyar me Dil To Pagal Hai
Pyar me Kabhi Khushi Kabhi Gham
Pyar ek aisi Paheli hai jo Na Tum Jano Na Hum…

{7} Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai,
Hawa ke rukh se jinke ehsaas hote hai,
Yeh dil ki kashish nahi toh aur kya hai,
Door reh kar bhi woh dil ke kitne paas hote hai…

{8}Log kehte hai tum kyun apne pyar ka izhar nahi karte.
Humne kaha jo labzo me bayan ho jaye…
sirf utna ham kisi se pyar nahi karte…

{9}Kyu chupke se wo log utar jate hai dil me
Jinse kabhi kismat ke sitare nahi milte
pyar ke bhawar me ye keh ke chhod diya
ki kabhi nadiyo ke dono kinare nahi milte…

{10}Meri mohabat hai wo koi majboori to nahi
wo mujhe chahe ya mil jaye zaruri to nahi
ye kuch kam hai ke basa hai meri sanso me
wo samne ho meri ankho ke zaruri to nahi…